Waqt ki baatein lyrics – Gaurav Tiwari

Waqt ki baatein lyrics – Gaurav Tiwari

The amazing Gaurav Tiwari sings a gripping song called “Waqt ki baatein” that is filled with deep emotions. Taresh Agarwal’s soul-stirring music and the profound lyrics written by Gaurav Tiwari himself combine to create a single that transports listeners on a moving journey through the complexities of time.

The lyrics are brilliantly expressed by Gaurav Tiwari’s soulful voice, while Taresh Agarwal’s mesmerising arrangement deepens the song’s emotional impact. Waqt ki baatein lyrics is a magnificent musical composition that considers the value of time and has a profound effect on the listener’s heart.

Search for More Lyrics : Engeyo partha mayakkam lyrics – Yaaradi Nee Mohini | Dhanush

Music & Song Credits

SongWaqt Ki Baatein
SingerGaurav Tiwari
LyricsGaurav Tiwari
Music ComposerGuitarist/Music Producer
AlbumDream Note
Waqt ki baatein lyrics - Gaurav Tiwari

Image Courtesy YouTube

Waqt ki baatein lyrics – Gaurav Tiwari

Mana Dil Dara Dara Hai
Toota Ye Zara Zara Hai
Dil Ke Is Bhavandr Ko
Theher Jane Doo…

Honth Ye Zara Sile Hai
Khamoshi Ke Silsile Hai
Raat Thodi Gehri Hai
Sheher Aane Doo…

To Kya Hua Jo Toota
Aaj Sapna Ye Tera,
To Kya Hua Jo Aaj
Koi Itna Na Mila.,

Kbhi To Pura Hoga
Ye Chahto Ka Ghr,
Kbhi To Mil Hi Jayega
Tujhko Humsafar.,

Tujhme Na Kami Koi Hai
Bs Tera Ye Din Bura Hai,
Waqt Ki Baatein Hai
Ise Gujar Jane Doo…!

To Kya Hua Jo Badla Wo
Jo Kehta Tha Yahi,
Badal Bhi Jaye Duniya
Main Rahunga Bs Wahi.,

Magar Jaha Jarurt Thi
Wo Raha Nahi,
Sath Ka To Chhodo
Khayal Tk Nahi.,

Jane Do Jo Ja Chuka Hai
Kon Kb Kaha Ruka Hai,
Baat Ye Fizool Hai
Inhe Bhool Jane Doo…!

Andhero Me Hi Rehne
Ke Faisla Kiye,
To Roshni Me Aa Ke
Mn Kaha Lage.,

Hai Itni Bar Toota
Yakeen Apne Se,
To Aitbaar Kispe
Nazar Ye Fir Kre.,

Tu Muskurana Chahe
To Darne Lgta Hai,
Kahi Nazar Teri In
Khushi Ko Na Lage.,

Kisipe Aana Chahe
To Kaise Aaye Dil,
Ki Fir Se Tootne Ke
Khayal Se Dare…
Dare… Dare…

Search for More Lyrics : Dil da ni mada meaning – Gurnam Bhullar Vicky Dhaliwal

Leave a Comment